aoa

hayat e abdi by Iqbal...




Zindgaani hai sadaf , qatra e naisaan hai khudi.
wo sadaf kiya k jo qatray ko gohar kar na skay
ho agr khud nigar o khud gar o khud geer khudi
ye bhi mumkin hai k tu moat say bhi mar na sakay..
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...